karna chahunga guftgu main kabhi tumse
sunna chahunga teri justju main kabhi tumse
kismat ne saath diya toh ek mauka aur chahunga
keh na paya ki pyar kiya tha maaine kabhi tumse
dil-e-noor, dil-e-jaan ho tum
husn-e-bahara! rab di shaan ho tum
allah hifazat kare mere deedaar ka
meri maujudgi ka paegaam ho tum
-----kalyan chakravarthy a.
No comments:
Post a Comment